Asha Bhosle, Zanai Bhosle – SAIYAAN BINA Song Lyrics

Check out Asha Bhosle, Zanai Bhosle - SAIYAAN BINA Song Lyrics

Song – Saiyaan Bina
Singer – Asha Bhosle
Music – Aditya Dev
Lyrics/Composer – Mahimma Bhardwaj
Lable – Apni Dhun

Check out Asha Bhosle, Zanai Bhosle – SAIYAAN BINA Song Lyrics

Do Matwale Bole Naina
Do Matwale Bole Naina
Saiyaan Bina Jag Suna Suna
Saiyaan Bina Jag Suna

Beete Na Yeh Kaari Raina Raina
Saiyaan Bina Jag Sunaa

Kahe Tarsaye Sapne Jagaye
Kahe Ko Rulaye Jiya Ko Jalaye
Ghar Nahi Aaye Ho Gaye Paraye
Mohe Tadpaye Jiya Ko Jalaye

Dil Kho Gaya Ab Na Aaye Re Chainaa
Saiyaan Bina Jag Sunaa

Kaise Main Jiyun Sajan
Tere Bin Main Aadhi Adhoori Ho Gayi Piya
Jaane Kyun Ye Bairi Man
Na Lage Re Bhaage Jiya Ye Jogi Ho Gaya

Barse Na Sawan More Hi Angna
Saiyaan Bina Jag Suna Sunaa
Saiyaan Bina Jag Suna Sunaa
Saiyaan Bina Jag Suna Sunaa

Latest Updates