Helmed by Aditya Chopra, ‘Mohabbatein ‘has been one of the most-loved Hindi films of all time. The film featured Amitabh Bachchan, Shah Rukh Khan, Aishwarya Rai, Uday Chopra, Shamita Shetty, Jugal Hansraj, Kim Sharma, Jimmy Shergill, Preeti Jhangiani in leading roles.
This musical romantic drama turned into a cult classic film. The film is about the battle between love and fear – A battle between two stubborn men and their conflicting beliefs.
The story revolves around Narayan is a strict principal of Gurukul who does not believe in love and forbids his students from following their hearts. However, things take a turn when a music teacher challenges his authority.
T 3702 – Parampara, Pratishtha, Anushasan .. Mohabbatein is special for many reasons .. 20 years of this beautiful love story, a roller coaster of emotions. Eternally grateful for all the love you continue to shower. #Mohabbatein20 | #AdityaChopra | @yrf pic.twitter.com/6O23l216qL
— Amitabh Bachchan (@SrBachchan) October 27, 2020
On the occasion of 20 years of Mohabbatein , we have a list of romantic dialogues from the film. Check out Mohabbatein dialogues below:

“Duniya mein kitni hai nafratein … phir bhi dilon mein hai chahatein … jao kehdo is jahan se, is zameen se, aasman se … rok na sakenge ab yeh mohabbatein” – Shah Rukh Khan

“Izzat darr se nahi … mohabbat se jeeti jaati hai” – Amitabh Bachchan

“Koi pyar kare toh tumse kare, tum jaise ho waise kare … koi tumko badal ke pyar kare, toh woh pyar nahi woh sauda kare … aur saheba, pyar mein sauda nahi hota … right” – Kim Sharma

“Main aaj bhi usse utni hi mohabbat karta hoon … aur is liye nahi ki koi aur nahi mili … par is liye ki usse mohabbat karne se fursat hi nahi milti” – Shah Rukh Khan

“Mohabbat bahut khoobsurat hoti hai … toh kya hua agar woh apne saath thoda sa dard laati hai” – Aishwarya Rai Bachchan

“Mohabbat bhi zindagi ki tarah hoti hai … har mod aasaan nahi hota, har mod par khushi nahi hoti … par jab hum zindagi ka saath nahi chhodte … phir mohabbat ka saath kyun chhodein” – Shah Rukh Khan

Mohabbat mein shartein nahi hoti … toh afsoos bhi nahi hona chahiye” – Shah Rukh Khan

“Parampara, Pratishtha, Anushasan. Ye is gurukul ke teen stambh hai. Ye wo aadarsh hain jinse hum aapka aane waala kal banaate hain” – Amitabh Bachchan

“Zindagi pyar dene aur pyar lene ka naam hai … aur kuch nahi” – Amitabh Bachchan