Hum mein toh apno ne loota, gairon mein kahan dum tha … meri kishti thi doobi wahan, jahan pani kam tha
Dilwale toh bahut dekhe, lekin pyar mein joh pagal ho jaye … aise dilwale ko aaj pehli baar dekha
Yeh aankhen, yeh chehra, yeh noor … insaan ho ya pari ho tum
Mujhe aaina na dikhao, ismein koi pagal nazar aata hai … yeh main nahin, ismein sara jahan nazar aata hai
Pyar toh usne kiya, humne to bas dillagi ki
Yeh desh sirf do hi logon pe hasta hai … hijhron par aur hum policewaalon par … kyun ki nah hi woh kuch kar sakte hai, aur nah hi hum kuch kar sakte hai
Hum Hindustani policewaale jahanum tak us shaksh ka peecha nahi chhodte … joh is vardi ki beizzati karta hai
Main bahar dhamki dekar aaya hoon ki joh aadmi pehle andar aayega … main uski taange todh doonga
Yeh duniya hum mein milne nahi degi … lekin main bhi ab is duniya ko jeene nahi doonga
Mohabbat mere dost, aag bhi lagati hai un dilon ko … jin mein mohabbat ke chirag jalte hai
Amir toh duniya mein nafrat hi faylata hai … par gareeb pyar laata hai
Uska toh main aisa hashar karoonga … ki sunne waalo ki rooh kaanp uthegi